Co-education and Love Birds

Re: Co-education and Love Birds

Park tower/gulf/ tariq road wahan bhi yehi sab houta hai, ab zahir hai shopPing karne Jana parta hai udhar to pata chalta hai.
aik bar hum KFC lene Gaye to wo Jo counter pe larka tha jab uske napkins diye to ooper wale napkin pe aik cell # tha, meri cousins ne kaha usne number dia hai Maine kaha Nahi ghalti se yeh napkin Hume dia hai,
Meri cousin ne kaha acha wait dekho Mai doosre napkin leke ati hoo wo doosre napkin leke aae phir bhi aik napkin pe wohi cell #,
shudder
us din ke bad karachi ke kisi fast food se kuch buy karna ho to bhai ya driver ko hi kehte hain :bummer: