Re: Clubs ki bochaar
aji aap ghalat samjhain… saans band kar kay sary club join karnay ki zaroorat nahin hai… beshak saans lain aur har club join karnay kay baad 3 lambay lambay saans lain… abhi tak hawaa par tax nahin lagtaa ![]()
ye naan ho azkar unkal kay khilaaf muqaddma-e-qatal daair ho jai kay alldost shroo kar kay aik adad bibi kay qatal kay murtaqib hovay hain… aur alldost shroo hotay hi flop ho jai ![]()
iss liye araam say saans lain… koi jaldi nahin hai ![]()