aji aap ghalat samjhain… saans band kar kay sary club join karnay ki zaroorat nahin hai… beshak saans lain aur har club join karnay kay baad 3 lambay lambay saans lain… abhi tak hawaa par tax nahin lagtaa
ye naan ho azkar unkal kay khilaaf muqaddma-e-qatal daair ho jai kay alldost shroo kar kay aik adad bibi kay qatal kay murtaqib hovay hain… aur alldost shroo hotay hi flop ho jai
iss liye araam say saans lain… koi jaldi nahin hai
meray club ko join karo bhayooN and un ki behnoN ... yahan sab kuch Halaal milta hay, ...
AQ and DT,
aik waqt tha, jab aik hi raat main ham nay 87 clubs kholay thay, lekin wo doosri raat hi seal kar diay gayay thay ;-) uss waqt 'club' kholna haraam tha, ab nai hay ;-)
phir Arabic 'club' bhi kola gaya, lekin wo kuch ziaada oonchai say urh gaya, so bach gaya ;-) hehe
haan bhayya ... Sagar ki lehroN nay apna rasta khud chuna, phir daria diloN nay usi raastay ko 'rah-guzar' bana dia, babna hi para q k wo rastay sunsaan hojaatay hain, jahan rehbar and rahguzar ka guzar na ho :-p ...
lekin aap to yeh kehtay ho, magar 'wo' kia kehay hain? ;-)
Diva,
It was back in 2003(!?!?!), but you will mot find them separately now, and in that attack almost 20-30 members were involved, and the clubs got almost 4-6 pages of length :s
ask AQ, he might give you the link of all those merged clubs :-D