clarification on roles of president, governer, mayor etc.

Re: clarification on roles of president, governer, mayor etc.

aahaaaaaaah :hinna:
governery bhi gayi aur naam bhi…

kia zamaana aa gaya hai - itni pohanchi hoi CB ab coolie bun gayi hai :bummer:

kis kis ko samaan uthwaana hai.. *samaan chuk kar bhaaging.. :fraudia: *