Apni Yadon Say Kaho Aaj Ki Chuti Day Dain Mujhe
Ishq Kay Hissay Mein Ek Itwaar Bhi Hona Chahiye
mohabbat se tung lagta hai
Apni Yadon Say Kaho Aaj Ki Chuti Day Dain Mujhe
Ishq Kay Hissay Mein Ek Itwaar Bhi Hona Chahiye
mohabbat se tung lagta hai
Re: Chuti
per aap ke haan to jume ko chuti hoti hai
Re: Chuti
per aap ke haan to jume ko chuti hoti hai
ishq saudi tuk tou mehdood nahi..isi 'aalami chutti ka ziker kiya hai :p
Re: Chuti
its quite a fatal spelling mistake. Just saying. there is an “H” missing after ‘Ch’'..![]()
Re: Chuti
No problem. soch per pehra nahin
Re: Chuti
Hmm…aisa hona bhi chahiya…lykin
Maktab-e-ishq ka dastoor nirala daikha
Usko chutti na mili jis ny sabaq yaad kia…![]()
Re: Chuti
beycharey ko sabaq yaad kerne ke saza he mili ![]()
Re: Chuti
Afsos na kry…
baaz sazayn insaan ko pasand bhi hoti hyn…Q k wo saza lagti hi naheen
Re: Chuti
usi ko tou muqa sahab sadistic keh rahay hain ![]()
aa gaye na aap apne bro ka sath dene ![]()
Re: Chuti
beetay lmhoon ke yaad bohat staati hey
paaon main ye zanjeer bohat rulati hey
ek arsa say tmunaa thee lambey sfr ke
bhlaa ho teree yaad ka doour tuk le jaati hey.
Re: Chuti
![]()
Re: Chuti
aik or aik 11 hoty hyn…![]()
Ittifaaq mein barkat hy…![]()
Re: Chuti
:no: ittefaq kiya tou gutugu he khatam ho jayegi ![]()
Re: Chuti
Aapka kia khayal hy, sahi baat sy bhi ittifaaq na kia ja`ay…?
Re: Chuti
mostly tou mai wohi kerti hoon ![]()
ittefaq kerne mai maza he kya ![]()
Re: Chuti
![]()