Koyee deewar say lag ka betha raha raat bhar
Ajj ke raat behi chand aya nahi rah takteen raheen khirkiya raat bahar
Gam jalata kisay koyee basti na thee maray charoon taraf maray dill kay sewa
Maray soon san angan main bajteen raheen rashami sharbatee chuRiyan raat bhar…