Chupaana bhi nahin aata.......

chupana bhi nahin aata,jataana bhi nahin aata,
humain tumse muhabat hai batna bhi nahin aata

hatheli peh tumhara naam likhte hain mitaate hain,
tumhi se pyar karte hain tumhi se hi kion chupate hain

zubaan peh baat hai lekin,sunaana hi nahin aata,
humain tumse muhabat hai batana bhi nahin aata

muhabat kaise karte hain koi to hum ko samjhaye,
kahin aisaa na ho keh pyaar bin umr kat jaaye

tumse milne ka koi bahana bhi nahin aata,
humain tumse muhabat hai bataana bhi nahin aata…

Re: Chupaana bhi nahin aata…

excellent:k::k::k::k:

Re: Chupaana bhi nahin aata.......

[QUOTE]
Originally posted by ShaRaRa: **
Hatheli per tumhara naam likhtay hain mitaatay hain
Tumhee se pyar karte hain tumhee se hi kyon chupatay hain
**
[/QUOTE]

Beautiful and thanks for sharing :)

very nice :)

beautiful :k: sis

thanx ppl
i think its sung by punkaj udhaas its soo lovely dont miss it:p

cuteeee :D

beautiful

nice:k: