Re: Chosar bazi
lol @ LIKES…
…ab kia maiN itnaa moTaa huN ke teen ke baraabar huN? ![]()
YES, shatranj khelne waale/khilaaRii ko SHAATIR kahte haiN …
..chuN k shatranj kii chaaloN meN chaalbaazii hotii hai is liye jo is 'aiyaarii meN mahaarat Hasil kar le vo shaatir kahlaataa hai ![]()
shaatir is also = 'aiyaar/farebii/makkaar/chaanbaaz/chaalsaaz/dhokebaaz