waada karke na aaya aane waala
chorr gaya chorr ke jaane waala
ab mere naam se bhi jalta hai
mujhko dekh muskuraane waala
apna daaman bachaa ke chalta hai
kabhi woh seene se lagaane waala
chala gaya hai khaak mein milaa kar
humko palkon par bitthaane waala
na poochiye kya guzri hai hum par
ye kissa hai dil dukhaane waala
ab to aik hi duaa hai
khush rahe…mujhko rulaane waala
aabaad rahe… mujhko mitaane waala…!!
chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
Anjul
2
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
Nice poem…Aye jane wale aaja teri yaad sataaye..khwabo ka gharonda kahi toot na jaye..chala bhi aa..aaja rasiya..
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
Thanks for the extended Version
Anjul
4
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
@SabrinaB dosti me no sorry no thanks 
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
Dosti … hehe Interesting Uncle
Anjul
6
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
@SabrinaB you aunty..aunty brakefail 
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
No I am like your daughter 
Anjul
8
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
@SabrinaB pakka charha rakhi hai larki ne..kbi kid bolti h to kbi uncle
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
AstagfirAllah … hosh ki baat karo humarey yehan peene pilane ka riwaaj nahi hai Brother … now this is final rishta Bro
take it or leave it
Anjul
10
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
@SabrinaB taanashaahi hai kya..apne ko Hitler samajh rahe ho kya madam 
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
Meri itni salees Urdu nahee hai … I myself Portuguese dont know much Urdu/Hindi … kam chulane tuk yeh language ate hai muje
Anjul
12
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
@SabrinaB I don’t like firangis..apni ni pategi..breakup..
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
LOL@ LET ME SHAKE YOU UP
itne bure nahi hotey hain hum
Anjul
14
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
@SabrinaB okay okay chalo dekhenge..hahaha 
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
hum dekhte nahee hain
sorry
Anjul
16
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
@SabrinaB bade advance ho 
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
hmm Technology ka zamana hai
ehsan
18
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
Zaroor uss koh kuch ulta seedha bola hoga.
ehsan
19
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
**Ranjish hee sahee dil hee dukhanay kay liye aa
aa phir say mujhey chor kay janay kay liye aa
Tu mujh say khafa hai toh zamanay kay liye aa
aa phir say mujhey chor kay janay kay liye aa**
Re: chorr gaya chorr ke jaane waala…!!
Yehe to afsoss hai hum ne kabhi kohi aisee baat na ki jo wo is kadar rooth jayien 