**Husband Wife chori ke topic pe baat kar rahe thay…
Husband: Jo Chori karta hai woh baad me zaroor pachtata hai,
Wife (romantically) said: Or aap ne jo shadi se pehle meri neenden churai un ke baaray main kya khayal hai ?
Husband: Maine to pehle hi keh dia hai jo chori karta hai pachtata zaroor hai
**