chori ka samaan

https://fbcdn-sphotos-b-a.akamaihd.net/hphotos-ak-frc1/t1.0-9/10155369_1482836661932443_8435574855078863795_n.jpg

chori ka samaan :eek: :omg:

Re: chori ka samaan

dil chura le gai ik kuri punjaban:bobo:

Re: chori ka samaan

wo life1 main Punjabi mundon ki market value gir gai hai :rotfl:

Re: chori ka samaan

Main khule darr ke kisi ghar ka hun samaan pyaare,
tu dabe paaon kabhi aa ke chura le mujh ko

Re: chori ka samaan

Koi new baat karo

wahan ki chhokriyon k dimaag kuch qabil e tareef nahi

Re: chori ka samaan

:eek: boht fasaad huwa hai waha iss issue ko lekar

Re: chori ka samaan

dabe paaon = leekan lana

Aa jeet le Mujhe maidaan mein
hum apne qabeele waalon se baghaawat nahi karte:smokin2:

Re: chori ka samaan

acha:hmmm:

Aap ne v hissa liya??

chhokriyon ki apni bewaqoofiyan hoti hain…ilzaam sab k hisse mein aata hai:sunnyboy:

Re: chori ka samaan

:kiss: baby, the poetry lover

Re: chori ka samaan

nahin. main ik amn pasand rooh hoon

Re: chori ka samaan

:eek:

tuaba karo saahib

aisa ilzaam Humko na do:no:

Re: chori ka samaan

tamashai bane rehne ki aadat gai nahi Aapki:hmmm:

Re: chori ka samaan

jab phadda hota hai to case bhi darj hota hai :wink:

Re: chori ka samaan

Haaan

woh to laazmi cheez hai

lekin

seeti koi maarta hai…chittar koi khaata hai:sunnyboy:

Re: chori ka samaan

chori ka saman apny risk per dekhen chap per gaya to

Re: chori ka samaan

kya hua hai wahan :hmmm: