**
--..{{I take the good with the bad,
Smile with the sad,
Love what I got,
And remember what I had.
Always forgave, But never forgot,
Learned from my mistakes,
But never regret.
People change, Things go wrong,
I just remembered... Life Goes On}}..--
**1 ) **Choriyan k baRay mein apne wohii Qoal hai jo Mirza ghalib ka Mangoes k Baray mein tah ... HooN or Bohat SaraY hOoN
so Jis loGhooN ne bil'khusus .. Khana Badosh aurtooN ki sanwali salooNay HatooN pe Kuhni taak chooriYan chari daikee hoo ...
woh hi is kefayaT / Ibarat Ka maza Lay sakTay hain
2) choriYaan daik kar koi Yaad nahi atah hai .. haan KanGaan daik ek Haath yaad zarorr atah hai .....
jis k baraY mein shair keh gaya hai
HaaTh utha tah k HarooN ki laariyaan Toot ga'eeN
Sadqaa Phoolon ne utara tere AnGraa'ee kaa
3) Abhi tak kisi ko nahii dil'va he haiN .... Kambakhat choori walooN k haan Khwateen ka itna rush hotah hai ... jaysay gulab juman pay makhiyaaN . Kis mard ko apnee izaat peyari nahii jo is mein Ghusay ... kaal kalaaN ko kisi ko galati se bee haaTh laag gaya tu unhooN ne haddi passli ek kardayne hai
Jub eid aati hai tau pakistan maiN sub chooRiyoN kaa stall lagaataY haiN... chaahay saari zindagi kabhi dukaandaari naa kee ho laikin yeh farz-e-Ain hai :)
Stall tu khabii nahii Lagya .. lakiN dostooN k stalloN pe kahraY ho kay ajeeb ajeeb se naaray bohat laga'ay hain ....
one of them is just knockin now ... it goes like
*Khalaa Fareedaa .... Duppataa kahreeda *?
Ek bar ek khaaToon jiN ka naam Badqismatise fareeda waqay howa tah .....
MorH ke kehne lageeN '** Han bhaiyaa kahreed liaa ' **
kuch dair baad ThaaT'kii or choak k BolaaiN
**
' kyun miyaN Shah shaab k laaMdaY ho na .. Bolti hoN tumharee Dadi amaah ko ja kay . k shambhalo Londa JanaY kia Gul khilaariYa hai ' **