Choo’or may’ree shairi . may’ray jaazbaat ko parta
Kash hota wooh aysa . jo may’re Zaat ko parta
Par’layta har ek baat . jo dil kaah nahe payah
Sun’laytah har ek hurf. Jo lik lik kay mitaya
Par’layta mayra chand , jo mere Raat ko parta
Parlayta Apna naaam , jo may’ray haaath ko parta
Parlayta ek unkah’ee . mohabaat ke kahani
Parlayta kaysay guzray hai. mayre jawani
Wooh pyar tha mera .yeah thee kohe nadani
Dil nay tu kabhee baaat mayre kohe na Maani
Haatoon jo howe ishq kay. Is maaat ko partah
Kash hota wooh aysa . jo may’re Zaat ko parta
Choo’or may’ree shairi . may’ray jaazbaat ko parta
(ALiyish~)