Cholay/Qaabli channay in Biryaani

AQ Bhai this is what Kala Chan looks like:

and served with rice:

:emmy:Hamara roza hy:yummy:

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

It is just like adding chicken in karrhi

I never heard of qaabli chanon waali biryani :s

**:crying: Itni khofnak baat bhi tum ny kion ki main yeh tasawr bhi nahi ker sakti:teary2: magar hony ko kiya nahi ho sakta:hmmm: Log apni Amarat yani dolat ka rub jharny ko keh sakty hain,“uff Allah ham tu kerhi main bhi pakory nahi bonless chicken dalty hain tum pikory kaisy khati ho karhi main:D”
**

:rotfl:
:rotfl:
:rotfl:

yucky woh biryani nahi chanay ke masla lagey chawal ho gaye

hamaaraY haaN channaY QUL par paRhay jaataY haiN :halo:

:smilestar: pehlaY samajh tau liyaa karo…

apnaY maamu kee shikaayat kaY liye yehi thread milaa thaa? :mad:

ROTFLLLLLLLLLLLLL

we went to kababish in Jackson Heights.. ask for menu.. it has chikkaR cholaY… ordered that.. we got chik peas and chicken saalan..

bhai jaan… inn kaalaY channoN/GhunghniyoN kee kaun baat kar raha hai?

may be you heard.. qaablo channoN kaa pulaao :cb:

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

kea kale chene kale hote heyn

:vivo: biriyani main samajhnay wlai cheez kya hai?

nahi yellow hotay hain :p

heyn acha pher onka name kale chene keo he :crying:

Jis tarhaa aap ka naam Masoom Rontoo ki jagah Masoom Muskan hai

meyn ronto nehe hon :ASA:

aur masoom hain :hmmm:

itna bara safaid jhoot , woh peelay hotay hain.

g han meyn masoom se peare se hoon :blush:

mein safaid nahi kala jhoot bolti hoon bilkul kaaley chanon ki tarah

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

:salam:
Anyone’s got the recipe of cholay/channay biryaani please post .I want to try it today.Before judging whether its tasty or not.

:jazak:

:wsalam:

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

is thread main Biryaani ki Aqsaam perh kay mere amoor-e-khana daree ki maloomat bohat azaafa hoa

shukriya !

Shukr Alhamdulilah aj gupshup ky wujood main any ka koi maqsad hasil howa:Allah ka shuker kerta na thakhta smiley: