Cholay/Qaabli channay in Biryaani

what the hell? :sadaf:

I just learned some people do that…

How paindu one can be to put chik peas in Biryaani :hayaa:??

Saari Biryaani kaa satyaa naas!

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

Ok that's nothing. Some people put lima beans in it as well.

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

^ is that a note to self :cb:?

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

and yeh harkat beechari murghi kay sath bhi hoti hay :bummer:

Murghi main bhi cholay eww!

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

What's 'qaabli' ?

you know regular, white cholay/channay are called Qaabli Cholay/channay too

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

:hmmm:

Kabul ka chana :bummer:

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

Pulao hoti hy chanon ki baaz log patta nahi kion os ko biryani kehty hain.
I LOVE chany ki pulao:yummy:

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

qabliat?

*White chana, aik African American chana bhi hota hy na ap ko patta hi hoga:D
*

aapa wo chicken biryani main chane dalen ki baat kar rahe hain :@:

wo jo mote taaze kuppay jaise chane nahi hote unhain qabli chen kehte hain :D

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

oh acha to pakistani channa?

Paindu :smack2: wo chanay ki nahi chanay ki daal ka pulao hota hay and its so yummy, its called Qaabuli Pulao :yummy:

Its not so called cholay ki baRyani :stuck_out_tongue:

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

When you put cholay or kabli chanay and kishmish in biryani it is called kabli poola-o.
Some people do not like the sweet taste of kishmish so they hold it off and just put cholay in it.

What is so paindo about it , then you will say shahi murgh cholay eew , cholay aur murgh ka kia sath , they are so divine.
Culture of a place defines the taste for foods.

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

when you have a qabili chana pulao then why not biryani :bummer:

GN: agree chana pulao is very yumious…

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

shokr he muge pakana nehe ata koch beh :hula:

Re: Cholay/Qaabli channay in Biryaani

Qaabli Pulaao is different and tasty...

I would never do the beRa gharaq of Biryaani by adding Qaabli channay in there :o

**Nahi woh chany ki dal ky chawal hoty hain Pulao nahi kehlaty at least hamary Multan main:snooty:
**