child care outsourcing:(

Re: child care outsourcing:(

Nahi yeh sach hy. On ki philosophy thi ky larky khas toor per man ky pass rahin tu buzdil ho jaty hain onhin “Jangju” bannay ky liy aik has umar ky baad man sy door rakha jaay.
Hzrat Muhammed :saw2: Ko ju Daai Haleema ky sath bhyja giya tha log samjhty hain ky Bibi Amna ki wafat ky baad bhyja giya tha magar aysa nahi tha woh wahan ka riwaj tha.Kion tha? I told ya