**chehra aur aaina nai badla
warna logon ne kia nai badla
zehn aur dil ke darmiyan raha
wehm ne rasta nai badla
apnay chehry ko dekhny ke bad
main ne kion aaina nai badla
ye mera aiteqaad e qisa ko
shukar hai waqia nai badla
ik nazr ghar pe daal le qasim
daikh le us ne kia nai badla**
Amal
2
Re: chera aur aaina nai badla
Bohat achi ghazal hey…
k:… aaj to form meiN lag rahi ho 
Re: chera aur aaina nai badla
**chehra aur aaina nai badla
warna logon ne kia nai badla
zehn aur dil ke darmiyan raha
wehm ne rasta nai badla
apnay chehry ko dekhny ke bad
main ne kion aaina nai badla
ye mera aiteqaad e qisa ko
shukar hai waqia nai badla
ik nazr ghar pe daal le qasim
daikh le us ne kia nai badla**
nice
Re: chera aur aaina nai badla
shukariya…is ki reason ye hai ke abi 1.5 hours se light mojood hai 
Thanks 
Azad
5
Re: chera aur aaina nai badla
badzoq muskorahat tum ko MOD kis ne banaya??????? Q, kab or kayse?
Re: chera aur aaina nai badla
jis ne bhi banaya boht acha banaya…ap ko koi aitraaz? 
Azad
7
Re: chera aur aaina nai badla
hummmm
badzoqi ki had bhi qayamat ki nishani hay, or bhala humain qayamat ki nishani par kiya aiteraz ho sata hai
Re: chera aur aaina nai badla
hummmm
badzoqi ki had bhi qayamat ki nishani hay, or bhala humain qayamat ki nishani par kiya aiteraz ho sata hai
haan jee bilkul sahi farmaya ap ne.
humain intezar hai ke ap koi achi poetry share kar ke apni khush-zoaqi ka izhaar farmayen :)
Azad
9
Re: chera aur aaina nai badla
huh
Daanie
10
Re: chera aur aaina nai badla
nice sharing :)