thanxx sana sis
__ waisay mujhe english samaj a jati hai___agar aap us mein hi reply karein gi to mujhe zyada sahi se samaj aye gi
aur yeh sab cheezein is liye aik hi dafa order kar lin k easy rahay ga
Start Lactic peel se karon gi_________________aur slowly slowly 1_2 month bad Glycolic acid peel peh janay ka irada hai
Aur acha hua aap ne bata dya k neautralizer peel se pehlay use karna hai__mujhe laga shayed peel k bad acid ko neutralise karnay k liye use hota ho ga:confused:
aur baking soda se bhi acid neutralize kar saktay hein___woww Gud info