Chehrey Per Banawat Ka Gussa,
Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai,
Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye
Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai.
tumhe dil main basaye rakhta hoon
aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon
tumhe meri nazar na lag jaye
apni nazarein jukhaye rakhta hoon
“The eskimos have 52 words for snow because it is so special to them; there ought to be as many for love!”
Nahin lag sakta kabhi maikhane main taala
Ek nahin..do nahin…Saara shahar hai peene waala
galat nahi ke zamane main lajawaab hain hum
samajh sake na koi, woh kitaab hai hum