A beautiful Azad Nazam
ous ki ghair moujoudgee main
ous say gouftagoo karnay ka tajarba bilkul nayaa tha
nayaa aur anoukha
laiken mujhay waqayee bohat acha laga
A beautiful Azad Nazam
ous ki ghair moujoudgee main
ous say gouftagoo karnay ka tajarba bilkul nayaa tha
nayaa aur anoukha
laiken mujhay waqayee bohat acha laga
Re: Yehi tou hay woh apna paan
[QUOTE]
*Originally posted by Man de Mouj: *
A collection of beautiful stuff from Urdu Poetry
[/QUOTE]
kaha hai collection ???
Re: Yehi tou hay woh apna paan
Wahhhhhhhh …Bohat khoob :k:
Kia kehnay…
Thanks for sharing Irfan ![]()
Re: Re: Yehi tou hay woh apna paan
[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
kaha hai collection ???
[/QUOTE]
Please overlook my irregularity.....Read it now
bohat khoob:k: ![]()
gulabee tauleyaa
woh mujay alwida’a kehnay darwazay tak aaie
accha --- chalta hoo’n
mai’n murRa
sunyay !
yeh lai’n tauleya --- chehra poonjh le-jeeaay
laiken --- na nahaya hoon, --- na muu’n dohya hay
aap lai’n na
safaid buraaq dhulaa hoa tauleya
mai’n nay acchhi tarhaa muu’n par pahhyra --- maatha, naak, knpatyaa’n aur hoonT
sab raggaR raggaR kar saaf kar liyay
tauleya usay wapis thamma raha tha keh nazar parRi
who jaga jaga say gulabee tha
mai’n nay satpattaa kar usay daikha
woh sar jukhaaey apnay pheekay hoonToo’n say mukaraa rahee thi
Chehray Pay Hoo Ka Aaalam
Ankh samandar, dil sehra, aur chehray pay hoo ka aalam
Raaz chupanay ki koshish main tum charcha kar baithay ho
:k:
:k:
Re: Chehray Pay Hoo Ka Aaalam
Kia kehnay…bohat aala…:k:
Re: Chehray Pay Hoo Ka Aaalam
wah wah…bohat khoob :k:
Wah… lovely :k:
OK! ![]()
Nice
bohat khoob:k:
Re: bohat accha laagaa
good going zabar daasst :biggthumb
muj ko iss misray ko zara bigarnay ka mood ho raha ha
umid ha kay ap ko acha lagayee gaa
![]()
aarazz kia ha
ous kay gar may joon kiun ![]()
ous say gouftagoo karnay ka shoonk nahi ha mujj ko
naya hoo yaa purana hoo
mujhay kia jasa bhii hoo:dixsi:
Re: bohat accha laagaa
[QUOTE]
Originally posted by Man de Mouj: *
* A beautiful Azad ** Nazam
ous ki ghair moujoudgee main
ous say gouftagoo karnay ka tajarba bilkul nayaa tha
nayaa aur anoukha
laiken mujhay waqayee bohat acha laga
[/QUOTE]
qoya mouft main badnaam :(
Quality lipstick istemaal kia karain na
Hmmm…mashallah kia takhayyul-e-parvaaz hai. :~)
Nice :k:
yeh nazm mairay baray main nahi the ![]()