Re: …Cheesy Messages…
Fake ID ka mashwara tou zabardast hai
iss tarha woh aaenda kisi larki ko message nahi karey gaa.
Uss sey bhi acha idea ye hai k mein ussey kahoonga k tum bohat hot ho aur mujhe bohat achey lagtey ho, fraandship karo gey merey saath?
bechaara darr jaye gaa agar seedha larka hua
aur agar ulta larka hua tou MEIN darr jaonga ![]()