Dard ki Aah hai Aansuo kay safer main
Ro rahi hai nazer eik bewafa ki fiker main
tor kay dil mera woh tu chala bhi gaya
dhondti hai nazer use her shaam-o-saher main
qaid tha dil main tera hi dard tha umer kay liye
mar rahi thi her aarzo dard kay is safer main
manghty thay eik lamha tujhay bhoolnay ka zindaghi say
per dikh rahi thi maot hamay us lamhay kay qaher main
gham khaar raho pay lar khara rahi thi bebasi meri
cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazar main
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
Very Beautiful.. :)
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
sure?? :aq:
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
Jee Lock Ker Do.. 
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
nice :k:
SJ
6
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
Shabbo…thatss awesome:k:
parhnay ka mazaa aa gaya:)
*
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
muge semgh nehe ae shab:no:
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
amazin...woww
vry nicee
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
Dard ki Aah hai Aansuo kay safer main
Ro rahi hai nazer eik bewafa ki fiker main
:( hum be-wafa hargiz na they
Good sharin :)
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
wah! one of the best. thanx for sharing shab :k: :k:
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
bus meri hi gahzal samjh nahi ati 
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
baqio ke bhe samg nehe ate
wo toh wese he lekh dete nice etc 
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
Good :k:
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
bohat khoob Shab ji nice sahring
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
gandi bachi 
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
tor kay dil mera woh tu chala bhi gaya
dhondti hai nazer use her shaam-o-saher main
*Nice. *
muncho
17
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
suchh itaa karwaa kiyun hota
BTW nice etc sharing 
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
acha mujhay to kabhi nahi laga 
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
thanks every1 
muncho
20
Re: cheekhtay rah gaya ye aanso bhi nazer main
tau kaaki ko kutta kuun dunday say?