Main yeah suntee aa rahee hon kay khawateen ziyada boltee hain ..
Or dekhtee aa rahe hon kay bandey Bohat ziyada boltay hain…Khawateen par yeah ilzaam kiyon???
Asmaa Ji,
I totally agree with you...sabboat app kay samnay hay....iss GUP-SHUP main zayadah tadad Mard Hazraat ki hay.......
Aji yah tu hay hee Mardoan ki duniya....jo dil main aat hay kah detay hain...baghair kisi kay jazbaat ka ahsaas kiya howay....
MOON
Asma & Mahnoor
Mard ziyada boltay hain kyun kay agar wo khamosh rahain to khawateen samajhtee hain kay wo (mard) neem-razamand hain (He, he..).
Mard beshak ziada bote hounge, lekin khawateen par yeh ilzaam zida isliye bhi lagaya jata heh, kiyun kay agar wo apas meh baten kare to katham hi nahi hoti, aur phir unko kamosh karana bhi bohat mushqil heh
mard kam bolte hain........issi liye to me chup hoon
Women speak more and they speak stupid things. Aik dusray ki buraiyan, gheebat etc.
MIRZA YASIR
[email protected]
Homepages
mirzayasir.paklinks.com
pafcollchaklala.paklinks.com
Homeopathy Message Board
This is a message board which I created. Here you can post your diseases along with your symptoms and get a homeopathic prescription in 2-3 days. Its Free! Its amazing! Try it.
http://mirzahomeomain.paklinks.com
hahahah.....
acha jee uth_oye sahib
jo yeah kehta hai kay main to kuch kehta he nahin woh he sab say baatooni hota hai....
ab Mr muqaddir ko hee dekh lain , itna bolay par "jach " ka kuch bhee na bolay!!
Mahnoor ji,
Here i disagree with you...
yeah dunya mardon ki dunya nahin hai!
mairay khiyal main yeah sirf propagenda hai , mard to kuch kar bhee nahin saktey Khwatin ke madad key siwa , aap nay baby to dekha ho ga jiss ko feeder bana kar dena parta hai , kapray badalney partey hain , bed bana kar dena parta hai , cheezain phailata hai or woh bhee khud nahi utha sakta yehee sab probs mardon kee bhee hain
so yeah na sochan key yeah mardon ki dunya hai woh bechara to humaray siwa kuch bhe nahin!!!
na na na na na!!!
bas zara badtameezee kar jata hai , or yeah bhee na karta agar ham nay inhain sar per na charhaya hota!
"Mard ziyada boltay hain kyun kay agar wo khamosh rahain to khawateen samajhtee hain kay wo (mard) neem-razamand hain (He, he..)."
dekha dekha !!
kitna dartey hain mard!!!
I don't think that men talk more than women.
I think that men make statements. Few but solid.
Women gossip.
Compare the sizes of how much the men and women on this forum have been writing and you will know the answers (I am refering to the length and NOT the frequency!)
:)
Cheers Mates!
Hamid
Jitni aqal ho gi baat to utini karain ge na.. hena Hamid Sahab!
Hamid ji!! yeh to sahie kaha par yeh bhi to dekhain keh Asmaa nai baat sachi ki hai. woh sign language se to nahie yeh sab likh askti thi naa!!
I agree mard act as babies sometimes, and they do speak a lot. Well, as far as I have seen this world, mard speaks and girls listens for hours. Mardan noo aina bhola naa samjho, barey Bhaow billay honde ne.
"mard speak and girl listen"
Shadi say pheley mard bolta hay or larki suntee hay.
Shadi kay baad Larki boltee hay, mard sunta hay.
Kuch saloon baad donoo boltay hain or mohala sunta hay. :)
Ab yeh na pooochain kay main kis marhaley main hoon ;)
Tariq saheb....
Tau kiya aap neem razamand hain?