**1 charsi qabaristaan me chars pee raha tha ke achanak police aagai wahan..
Charsi ne jaldi se chars chupa di…
Police: Yahan kya ker rahe ho ???
Charsi: Apne walid ki qabar pe Faateha parhne aaya hoon…
Police: magar ye to kisi bachay ki qabar hai…
Charsi: Hanji mera walid bachpan me hi fout hogaya tha…
**