Re: CharoN shaanay and Chodaa Tabaq
hehe, hamesha hu'aa hai aisaa to
abhi jo jo mere final exam guzray main us main 2nd paper main mainy 3rd paper ki tyaare ker k chalee gayee
or woh paper aisa tha k jo perh ker ayee thay un ki shakal per bhi 12 baj rahay thay
main app ko nahi bata saktee k us waqt 14 tabaq k sath sath kitnee Alam-e-laa hoot mujh per roshan ho gayee thay : D