Character dheela hai

KuRiyon ka nasha pyare
Nasha sabse nasheela hai

Jise dekhon yahan woh
Husan ki barish mein geela hai

Ishak ke namm pe karte
sabhi ab raas leela hai

Main karoon toh saala
Character dheela hai

Main karoon toh saala
Character dheela hai

why O why - why it is fair when you do it and it isn’t in me case :teary2:

Re: Character dheela hai

mein to husan ka devta hoon :blush:

Re: Character dheela hai

Same here :hinna:

Re: Character dheela hai

Mujhay aik doost yaad aa gia jiss ka pajama he dheel rahta tha :omg: kamzoor lastic key wajah say :rotfl:
school life :hbk:

Re: Character dheela hai

:crying: