Re: change the route of the Pakistan-China Economic Corridor.
**“Jhapatna Palatna Palat Kar Jhapatna
Lahoo Garm Rakhne Ka Hai Ek Bahana”
****Kiya Maine Es Khak-Daan Se Kinara
****Jahan Rizq Ka Naam Hai Aab-O-Daana
Baya-Ban Ki Khalwat Khush Aati Hai Mujh Ko
Azal SeHai Fitrat Meri Rah-BanaNa
Baad Bahari, Na Gulchein, Na Bulbul
Na Bimari Naghma-E-Aashiqana
Khaya-Baniyo Se Hai Parhez LazimAdaein
Hein In Ki Bohat Dil-BaranaHawaein Bayaban Se
Hoti Hai KariJawan Mard Ki Zarbat Ghaziyana
****Hamam-O-Kabotar Ka Bhoka Nahi Main
****Ke Hai Zindagi Baaz Ki Zahdana
****Jhapatna Palatna Palat Kar Jhapatna
****Lahoo Garm Rakhne Ka Hai Ek Bahana
****Ye Europe Yeh Pachhim Chakoron Ki Duniya
****Mera Nelgo Aasman Be-Karana
****Parindon Ki Duniya Ka Darwesh Hon Mein
****Ke Shaheen Banata Nahi Aashyana
**صرف
DHA
کےدوتین پلاٹ’عسکری’کاایک آدھ گھردوچاراوراثاثےبچوں کیلئےبیرون ملک کوئی ٹھکانہ اس سے زیادہ کی حاجت نہیں
پنشن کمیوٹی سےبڑھاپااورعلاج تومفت ہےہی
**Baluch freedom fighters were never an issue
It can be resolved by dialog any time
They are just kept for a reason
**