aap ko taqleef ![]()
top secret mang ![]()
Vivo don dare to tell him ![]()
jee bata diya hay aur baad main bhi bataya keroon gi.. ![]()
kulfii waley- apney moonh miyaan mithoo na bannien .. :halo:
tension kaisay naa loon.. ![]()
app us ko mujh say kaisay cheen sakti hoo ![]()
wo billi wali gori american hai ![]()
**Kulfi walay.. : ** i dont really need to ask anything.. i already know everything ![]()
kiyon jee, meri marzi hay kisi ko bhi bataoon ![]()
kya karoon aur koi taareef karta hee nahi .. to mujbooran mujhay hee apnay moon mian mithoo bana parat hay ![]()
where is HH darr k maray so gayee kya ![]()
wah kya baat hai mere
waisay main itna lucky kab say ho gaya :halo:
![]()
![]()
mujhey cheenney ki zaroorat nahi hay ![]()
ohh jo bhi hay, mein nahi darti.. ![]()
kyon yar ![]()
nahin darteen app ![]()
app to darppok hain.. or darti nahin ![]()
![]()
hamesha se hi hain.. kabhi kuch chupaya hai kya..
kulfii waley- sub k paas aqal hay na iss liye tareef nahi kertay..
aur HH kisi se bhi nahi darti.. mujh per nahi gaye ![]()
nain nahin kuch nahin chupaya.. lakin kudh chuphi hoee ho ![]()
buss nahi hay zaroorat :halo:
mein aur kya ker sakti hoon… itni doorr bhethi hoon..
itni doorr se tou kuch nahi kiya ja sakta na ![]()
meray paas us kay darr say bharay bharay pms paray hain.. ![]()
wah kya baat hai :k:
door to sub log hotay hain.. lakin wo to sub kuch kar laitay hain.. us ko panay kay liye.. or app!!
haha ![]()
mein kahan chupi hovi hoon yaar ![]()
kulfii waley- acha hoon gey :halo:
aur aik kulfii tou dou
ye lo paisey …
hehe mein bhi ker loon gi jub kerna para..
aap tension na lain ![]()