nahin nahin.. wo to main he hoon naa.. lakin tum to main nahin ho naa tum to WO hoo
kya sumjheen
waisay aaj kaisaa dress pehni hoo ![]()
jee itna yaqeen.. aap ko koi masla tou nahi :halo:
hehe kuch nahi samjhi ![]()
aur dress light green shalwar qameez ![]()
lagta to nain kay wo app kay itmay kareeb hain.. or wo to kishi or kay hian aaj kul ![]()
^ tum kaisey keh sakti ho? ![]()
aur kiss k hain aaj kul? ![]()
abay yar .. tube light jo ho ![]()
green
nice :love: ![]()
^ mein nahi hoon tube light.. aap hoon gey ![]()
thankyou thankyou ![]()
main un ko janti hon bohat achi tarha .. aik number ka flirt hai wo ![]()
lakin tum to yeh sub janti nahin?? ![]()
aaj kul wo aik paroosi ke billi kay peechay haath dhoo kar parh gaye hain ![]()
Vivo mortarma mera khat mila :-|
nain main to 400 W ka blub hoon ![]()
u r welcome ![]()
[QUOTE]
Originally posted by kulfi walaa: *
**Vivo mortarma* mera khat mila :-|
[/QUOTE]
bhai kulfi walay..kon saaa khat zara hamain bhi bata doo
zayada fuzool na bolo
mein aap se zayada jaanti hoon unn ko.. ![]()
billi hi hay na.. phir khair hay ![]()
kulfi_waley- haan mil gaya hay.. shukerya..
welcome ![]()
kitna bolte ho tum log
..
inn clever boy ko mera naam maloom ho gaya tha.. tou mein ne ye hi pocha tha k kaisey maloom hova tou unhoon ne iss ka jawab khat main diya hay..
kulfi_waley- bohat taiz cheez hain aap..
bach ker rehna parey ga..
acha bohat janti ho
aik din bari ho yaad rakhna ![]()
jee billi wali bhi hai :halo:
jee bohat jaanti hoon.. aap tension na lain ![]()
ohh
ye baat hay.. uss billi wali ko mein dekh loon gi ![]()
yeah i know iām 2 fast ![]()
acha .. aisi batain zara hamain bhi batati raha karian app.. acha hota hai :halo: