Re: Chand
nahin kehna tha na chaand :snooty:
Re: Chand
nahin kehna tha na chaand :snooty:
Re: Chand
![]()
Re: Chand
Jin jin ko aap chand kehtay haiN unki taadaad taaroN se kam nahiN.
iss tarha tau hota hai phir iss tarha ke kaamoN maiN.
Re: Chand
ap ab tp s ebahr nahi ja sekty
jab tak punjabi voetry nhai post karnegy apni awaz me ![]()
Re: Chand
awaz maiN? ![]()
Re: Chand
awaz maiN? ![]()
Re: Chand
lagtaa hai ‘chaudhviiN’ kaa chaand [gol maTol] dekh liyaa jis ne apnii muscle power kaa iste’maal karte huye aapko ‘din meN taare’ dikhvaa diye! ![]()
Re: Chand
ji ap ki apni
khoufnaak ho to zeada acha ![]()
Re: Chand
بہت خوب
Re: Chand
LOL@ din mai yeh raat mai dekha diye aap ko ?![]()
Re: Chand
raat may tou sub ko nazar aaty hain
Re: Chand
taara chhoRiye, ‘Sitaara’ to har shahr aur har kooche meN nazar aatii hai. ![]()
Re: Chand
aaj kal chand bhe gali koochoN may nazar aaty hain…
Re: Chand
sirf chaudhviiN kaa chaand [gol maTol] hii nazar aataa hogaa. ![]()
Re: Chand
window k kone may… pardhy k peechay se tou “hilaal” nazar ata hai ![]()
Re: Chand
Hilaal saaHab kii gol maTol biwii nazar aayii hoNgii aapko! ![]()
Re: Chand
itna khul k tou na kahyN… taak jhaank khatam ho jayegi
Re: Chand
ek gaanaa yaad aa gayaa:
**
‘Khullam khullaa’ pyaar kareNge ham donoN
is dunyaa se nahiiN DareNge ham donoN
**film Sholay kaa ek dialogue bhii yaad aa gayaa:
‘jo Dar gayaa, samjho mar gayaa!’ ![]()
Re: Chand
![]()
Re: Chand
ku ba ku phail gae baat shanasaai ki…
uss ne khushboo ki tarha meri pazeerai ki