Aye chand tu kabhi ghatt gaya, kabhi barrh gaya, kabhi chupp gaya kabhi waa huwa
Hayee hayee yeh mujh ko kia huwa
Main jis ki yaad main khoo gaya
Main us ko dekhoon yahan wahan
Mian us ko dhoondoon kahan kahan
Aye chand tujh ko to hay pata
Us ka bata day mujhey patta
Main jus ki yaad main khoo gaya
Jisay sochtay sochtay soo gaya
Jab utthaa tu us ka hi naam liya
Haan wohi wohi, haan meri…
END.......