Chand Sher.....

arey wo poochhane waale sabab mere na haNsne ka
mujhe rona bhi ab muddat hue aata hai mushkil se

hum bhi kuchh khush nahiN wafa kar ke
tumne achha kiya nibhah na ki

abhi tak zindagi ek khoobsoorat lafz hai lekin
na jaane waqt kab es lafz ka mafhoom samjhaaye

meri laash ke sarhaane wo khaDe ye kah rahe haiN
ese neend yuN naa aatee agar intezaar hota

kambakhat dil jalaa hai tau ghar bhi jalaa ke dekh
dunia ko kuchh pataa to chale roshanee hue

thaharaa gaya hai laa ke jo manzil meiN ishq ki
kya jaane rahnuma tha ki rahzan tha, kaun tha

dil dhukh ke rah gaya ye alag baat hai magar
hum bhi tere khayaal se masroor ho gaye


Baza ye zabt-e-gham phir bhi,mohabbat meiN kabhi ro ley
Dabaane ke liye har dard, ye naadaN nahiN hota.

pramodjee, kamaal kar diyaa hai aap ne.
intehaa zabardast hai…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


kurbaan djaha dil hoon
wahaa kimatein sar kja…

zabardast Pramod

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

Nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~

~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*

very nick pramod je..

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


mairay dill mairay mussafir

Shukriya...hanie,ASA, Chand and Akif ji.


Baza ye zabt-e-gham phir bhi,mohabbat meiN kabhi ro ley
Dabaane ke liye har dard, ye naadaN nahiN hota.