Jab tak bika na tha koyee poochta na tha
Tum nay khareed kar anmol mujahay bana diya
Abb milay hain to becharna behi yaqeeni jano
Asa hona hai kisi din mari jaan hona hai
Ahat na kar ka main tujahay jee bhar kar dekh loon
Asa na ho ka gir paray dweer khawab kee
Ussay malal magar us ko khabar nahi
Mara behi hath hai khud ko tabah karnay main
Apni takmeel kar raha hoon main
Warna tujah say tu mujah ko piyar nahi
Apnay seenay say laga kar inhain pala mainay
Maray mula maray zakhmoon ko jawani deena