Chand Raat

Main hun ,tera khyal hai,or chand raat hai
Dil dard se nadhaal, hai or chand raat hai

Ainkhon mein chub gye teri yaadon ki kerchyein
Kadhon pey gham ki shal hai or chand raat hai

Falak pey chand k haley be sog kertey hain jo tu nai to ujaley bhi sog kertey hain

Tumharey haath ki churi bhi bain kerti hai
tumhareu hont key taley bhi soag kertey hain… .

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tweetie.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

** sighz **


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

ohaat hi Piyaara Kalaam hai Muskaan sahibaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

and Welcome to Poetry Form

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**

Thank you tasneef

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Bohot khoob…

Bilkul aap keh naam ki tarha..

And welcome to GupShup

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Ishi tarha ainda bhi post kartee rehye gha…Khushi ho ghee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

"Ainkhon mein chub gye teri yaadon ki kerchyein
Kandhon pey gham ki shal hai or chand raat hai"

bahut khob! nihayat khoobsoorat intekhaab

issi tarhan say kuch hay k!

zakhum gehra laga hay ankhoN maiN
meray supnay yoon toot ker bikhray

zindagee mujh say kho gaee hay kaheeN
zidgee bun k jub ho tum bichray

zindagee mujh say kho gaee hay kaheeN
zidgee bun k jub ho tum bichray

**
[/QUOTE]

itni tareef ka shukrya

bichha.D ke mujh se kabhii tuu ne ye bhii sochaa hai
adhuuraa chaa.Nd bhii kitanaa udaas lagataa hai

ye vasl kaa lamhaa hai ise raayegaa.N na samajh
ke is ke baad vahii duuriyo.n kaa saharaa hai

THANK YOU NAYAB lekin name to aap ka bi NAYAB hai !

Vessai INSHA ALLAH yeh silsila jari rhe ga mujhe acha lagta hai k gupshup

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/bukbuk2.gif

ki itni ronakon mein ham bhi hisa lein

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

aham jidhar word chand nazr aya bhag parti hai

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

lo chehra jo chand sa hua …Jhain jhain chand vhain vhain chand chehra.

Haan jee kion nahin zaroor…Aap humhare liye ishi tarha ghazals ,poetry post karti rehye gha…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

very nice muskan aunty

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif


**]/] ]] $ ] ] ]/] **

OnE LoVe

[This message has been edited by XChorniX (edited July 02, 2002).]