Chand mufeed mashwarey...

Aap subloug baloon main tail lagaya karain our champi karwaya karain, takey dimaagh tez ho jai meri tarha :roman:

Aap subloug thandey paani se nangey nahaya karain, is tarha ziada maza aata hai :dixsi:

Now girls start rolling your eyes at me :sleep:

as u wish

:rolleyes: :rolleyes: :rolleyes:

Code_Red, ziada mazzay Na LaI...Mazzay lanDay lanDay Kutti truck thaLLay Aa gaI si.

wesay kOun Pagal kapray pahan kar nahata hai :smack:

Re: Chand mufeed mashwarey…

Mazeed mashwarey ,

Nahaney se pehley paani main thora namak mila lena chaheye … is tarha ‘jisim’ namkeen ho jata hai :blush:

:jazak:

Re: Chand mufeed mashwarey…

:hehe:

Re: Chand mufeed mashwarey…

:rotfl:

Re: Chand mufeed mashwarey…

thora sa garaam mashala, aid added lehsun 2 added piyaaz thora sa dahi bhi daal loo to khaney key kabil bhi hoo jao gay

Re: Chand mufeed mashwarey…

^ :hehe:

Ziada jazbaati na ho Balti wali sarkaar :smiley:

Bas namak ke saath thora saa lemoon nachor lo, paseeney ki bo bhi nahi aye gi :gizzy:

Re: Chand mufeed mashwarey…

jasa aap ka hukam sarkar, ab ye bhi betadey key nahana balti sey hain ya drum main

Re: Chand mufeed mashwarey…

:hehe:

i have heard this before

Re: Chand mufeed mashwarey…

Baalti hazoor Balti !

Ya tu aadmi nehr ke pull ne nechey kharey ho kar nahaye :love:
Waah Itna thanda paani ke mazaa ajaye

Yaa bhi shareefoon ki tarha ghar main baalti se nahaye
:mash:

Re: Chand mufeed mashwarey…

:blush: thanday paani say nahnay say bukhaar bhi ho jata hai :slight_smile:

Re: Chand mufeed mashwarey…

or agar sath thora mirch bhi mila lay to jisam chatpatta ho jata hay :blush:

Re: Chand mufeed mashwarey…

jism waisy hi chat patta ho sakta hai :cb:

Re: Chand mufeed mashwarey…

tsk tsk - baychari Kutti :flower1:

:chai:

Re: Chand mufeed mashwarey…

woh kesay :snooty:

Re: Chand mufeed mashwarey...

woh sirf aik dafa mujhay bach pan main Code _ Red nay bataya tha ...

abb main nahin bata sakti ... wohi batain gay

Re: Chand mufeed mashwarey…

bari fiqr hain kutti ki to goodh kio nahi ley leytey bhai

Re: Chand mufeed mashwarey…

Mairay liyaay mairee khooti hi kafi hay :blush:

:chai: