Chand lamhoon ka safar hai ka guzar rahee hai raat
Chand yaadoon ka asar hai ka guzar rahee hai raat
Dilsay
Chand lamhoon ka safar hai ka guzar rahee hai raat
Chand yaadoon ka asar hai ka guzar rahee hai raat
Dilsay
Raat guzar gaii hay ... Adha din bhi guzar gia hay ... hum itna safar kar chukay or aap abhi tak wahein khaRay hain
:k::k::k:
Yeh chand lamhay hi tu hotay hain jo zindagi ko ek talkh hakeekat bana kar rakh detay hain, jin se na bach paana mumkin hota hai na hi door jaana mumkin hota hai ![]()
Well said Arif jee... and that is very true too.....
thanks for sharing your ideas....
:k: