Chand LamhooN Ki Naqdi Day Ker

Chand lamhooN ki naqdi day ker
UmrooN ka sooda milta hai
Is sooday maiN ghum ki gathri
Is sooday main dukh kay bundle
AshqooN ki piro’ee lariyaaN
Do khareedoo to char muft milti haiN
Kon kehta hai is sooday maiN
Hath kuch nahiN aata hai
Jhooli bhar kay pachtaway miltay haiN
Bas aik dil hi to hai jo jata hai

Re: Chand LamhooN Ki Naqdi Day Ker

jub dil chalaa jaataa hai tau pachtaawoN kaa ehsaas bhalaa kiouN kar hota hai Sheal :)?

Thanks for a master piece... who is the poet, if you know :D

Re: Chand LamhooN Ki Naqdi Day Ker

experience kernay k baad hi bata sakooN gi yay to :p

u r welcome and as like always :D i dont know the poet :)

Re: Chand LamhooN Ki Naqdi Day Ker

v.nice

Re: Chand LamhooN Ki Naqdi Day Ker

Good One Sheal..:k:

Re: Chand LamhooN Ki Naqdi Day Ker

very very nice :k:

Re: Chand LamhooN Ki Naqdi Day Ker


Wow great great great..................:)

Re: Chand LamhooN Ki Naqdi Day Ker

V nice Sheal :)

Re: Chand LamhooN Ki Naqdi Day Ker

nice Sheal.
thanks for sharing.

best,
Dushwari