Baaad Mudat kay aaiee hay logooo
ik ajeeb he nasha laiee hay logooo
tha jis ka intazar hamien barsoon say
aaj hawa! wo khusbo ka jhonka lie hay logoo
kuon kar bhool jaoon mien us koo
intazar mien jis k ik umer gawaiee hay logoo
lota do wo lamhay jo meray sirf meray thay
mien un lamhoon ko qaid karna chata hoon
nahi karta intazar waqat! kesi ka
mein waqar kee is rawish ko badalna chata hoon