Chand, Chand Raat, Ronaq

Re: Chand, Chand Raat, Ronaq

bachche Kharaab hote haiN…baaliGhaan meN havis e beh se bahtar se bahtareen kii KHowaahish jaagtii hai…vo zamaane gaye k jab log toHfe paa kar Khush ho jaate the…ab to toHfe se toHfa dene waale kii moHabbat kaa kam aur uskii maalii Haalat kaa ziyaada ai’laan hotaa hai…

…toHfe ke len-den liye koii ma’qool, mauq’a maHal bhii to honaa chaahiye varna is kii 'adam maujoodgii meN to yeh sab choNchla-baazii hii lagtii hai.