“In ke darbaar me janay ke liyai lazim hai
Aqal ko ishq ke aadaab sikha loon to chaloon”
“Us ajnabi se haath milanay ke waastay
Mehfil me sab se haath milana para mujhay”
“Hasrat aalooda nazar ne kaisa jado ker diya
Husn ki be-bakiyaan saari pashemaan ho gayeen”
“Ajeeb haal me guzri hai zindagi apni
Dilon per raaj kiya aur piyaar ko tarsay”