Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

***Chalo phir nafraton ki aag ko ikhlas k ***
Chasmon say dhou dalain
Jinhon nay dil ba dil,lamha ba lamha
***Badgumani kasht ki hay ***
***Un wafa na’ashna sochon ko ***
Zehnon say khurach dalain
Lagain,aaou sab mil jul ker kuch zaitoon ki shakhain
Keh jin k shabnami saaye mein khawbon ka basayra ho
Jahan had e takhyul tak sawera hi sawera ho
Chalo phir rayshmee khawbon, muhabbat khaiz jazbon
***Oas qatron ki tarah shafaf tar sochon ***
Ko baham ker k aman ki tafseer ban jaayn
Chalo phir mil k hum sab aanay walay dour ki
Taqdeer ban jaayn
Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain!
Muhabbat hi muhabbat kasht ab k SAAL kertay hain!!
***Sunno logo! ***
Keh ab k SAAL hum sab ko sitaron ki zaroorat hay
***Baharon ki zaroorat hay ***
Zara socho tou aapas k saharon ki zaroorat hay
Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain!!
Muhabbat hi muhabbat kasht ab k SAAL kertay hain!!!

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

bohat khoob :-)

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

its very nice. shud have been the sticky for this new year. hope it does bcome a sticky!

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

wow beautiful

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

Zabardast It's 1 of Gr8 stuffs

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

zabardast **
**thanks for sharing this beautiful piece of poetry :-)

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

boHat kHubSurat,kHusH rAheyiE aAmeen

<!-- / message -->

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

very nice Eemaan, Happy new year to you too:-)

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

Very Nice.....:):)

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

Thanksssssss all,,,,,Thank you so much Gul,,same to you :-)

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

buhat aachaaay

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

Thanks..

Re: Chalo phir aanay wali Rut ka istaqbal kertay hain :-)

bohet khoub !
thx 4 sharing :)