chalo phiR aaj be_wafaa ki baat karei'N

*sazaa ka haal sunaaei’N jazaa ki baat karei’N
khuDa milaa ho jinai’N wo khuDaa ki baat karei’N

unein pataa bhi chale aur wo khafaa bhi na ho’N
is ikheteyaat se kyaa mudahah ki baat karei’N

hamaare ihed ki tehzeeb mein qabaa hi nahee
agar qabaa ho to band_e_qabaa ki baat karei’N

har eik daur ka mazhab neyaa khudaa laayaa
karein tau ham bhi magar kis khudaa ki baat karein

wafaa_shu_haar keyee hain koi haseen bhi tau ho
chalo phiR ajj ussi be_wafaa ki baat karei’N*
The ever green S. L. ludheyanvi.


(¯`~!‹‹®››…Hâm…IbŦ £dâ_ë_I§Ħq…mëiñ…Añjaam…HöĞeye…‹®›!~´¯)™ ©²°°²


“µ °²µ ²¬ ±µ­
“ž ¨¶ §—¬¯­ ¬µ­ ž¯µ –¯ŸµŒ ­ ³µ­
“ž ¨¶ µª¯ ¬µ­ ¨³µª¶ ¥¬ ³µ­

very nice jeee