jiia
1
Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain
Khud paband rehty han tumen azad rakhty han
Hamary khoon mai Rab ne yehi taseer rakhi hai
Burai bhool jatay hain achai yaad rakhtay hain
Mohabbat mai kahi hum se gustakhi na ho jay
Ham apna har qadam us k qadam k baad rakhty han
https://fbcdn-sphotos-a-a.akamaihd.net/hphotos-ak-frc3/t1/1517528_528932430548113_1891956147_n.jpg
Khud paband rehty han tumen azad rakhty han
Change it to khud azad ho kar tum ko paband krty hain 
Dedicated to boys team in bait bazi
jiia
3
Re: Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain

hanm aj ki raat sakoon se soen gy 

tarash
4
Re: Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain
laikin hamari neendein to urr gye hain
Diva
5
Re: Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain
Zanjeer se bandh kay aazad ker dou
Re: Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain
Bay Bunyaad Baaton ki Bunyaad…?
Khud ko paaband usay aazad? 
Chalo…
Yehi wafa ka sila hai tu koi baat nahi
Yeh zakhm tum ne diya hai tu koi baat nahi
Re: Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain
Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain
Khud paband rehty han tumen azad rakhty han
iss tarah se to damagh kharab hota hai mehboob ka