Chalo kuch Dair hansty hain Muhabat Par inayat Par..

Chalo kuch Dair hansty hain
Muhabat Par
inayat Par..

kay Bay’Bunyad Batein hain
Sabhi Rishty..
Sabhi Naatay

Zarort ki hain Eejadain..!!!

Kahin koi Nhi Marta
Kisi k Wasty JaaNa

k Sub hay Phair lafzoN ka..
Hay Sara khail Harfon ka

Na hay MehbooB koi b
Sabhi Jumly Say kasty Hain..

“Chalo kuch Dair
Hansty hain”

hum zindgi Kehty
JisY hm Shaeri Kehty

Ghazal ka Qaafia tha jo
tha jo Unwaan Nazmo ka..

Wo lehja jub badlta tha
Qayamt khaiz Lagta tha

Waqt Sy Aagay Chalta tha
Bala ka Taiz Lagta tha

Jo Saya Ban k Rehta tha…
Juda Ab Us k Rastay haiN !!!

Chalo Kuch Dair
Rotay HaiN..
Chalo kuch Dair
Hansty hain..

Re: Chalo kuch Dair hansty hain
Muhabat Par
inayat Par..

Nice :k:

Re: Chalo kuch Dair hansty hain
Muhabat Par
inayat Par..

:clap: :clap: :clap: kia sach hi:bummer:

very nice sharing KR:lajawab: