Suna Hay Jab Mohabbat
Had Sey Barh Jaye
Ta’aluq Toot Jaty hain
Kisi Ki Badua’on Say
Muqaddar Phoot Jaty hain
Ta’aluq Toot Na Jaye
Muqaddar Phoot Na Jaye,
Hamare Haathon Mein
Jo Hath Hay,
Wo Choot Na Jaye
Hamara Kaanch Sa Ye Dil,
Kahin Phir Toot Na Jaye,
Chalo Apni Mohabbat Aazmaty Hain
Tumhain Hum Ye Batate Hain
Chalo Ham Rooth Jaty hain…
Re: Chalo hum rooth jate hain
Challo yun hi rooThay raho
Labboan say bhi kuch na kaho
Ye palkon ki chilman
Kabhi kabhi uTha kay hamain
Taktay raho
Chalo Yunhi Roothay Raho “Shararat” (1975) Mumtaz Ghulamuhi-u-din Mehdi Hassan - YouTube
Re: Chalo hum rooth jate hain
Mumtaz per to Habeeb Jalib ne ek nazm likhi thi. aap ko pata hi hogi. PPP ke kaale kartoot
Re: Chalo hum rooth jate hain
No. Please elaborate.
Re: Chalo hum rooth jate hain
Hum ik doosray say, khafaa ho kay daikhain
Bohut mil chukay, ab judaa ho kay daikhain
Tarana - Hum ek doosre se khafa hoke dekhen - Asad Amanat Ali & Mehnaz - YouTube
Raani looking very pretty.
Re: Chalo hum rooth jate hain
http://www.paklinks.com/gs/intikhaab/634228-larkhanay-chalo-warna-thanay-chalo.html
Re: Chalo hum rooth jate hain
Thanks.
Ab Raani ki news sunaaein. ![]()
Re: Chalo hum rooth jate hain
Rani ke to boht se qisse hain from Shahid to Nasir Kazmi.
Re: Chalo hum rooth jate hain
Chalain phir rehnay dain. You know all the gossip. :)
Re: Chalo hum rooth jate hain
![]()