kisi ki farmeish peR…
hisaab umeR ka itna sa ghoshwaaRa hai
tumhiN niqal k baqie tu sab khisaaRa hai
kisi chiraG maiN hum haiN kisi kanwal maiN tum
kahiN jamal hamRa kahiN tumhaRa hai
ajaab asool haiN is kaarobaR-e- dunia k
kisi ka qaraZ kisi auR ne utaaRa hai
ye do kinaaRay tu daria k ho gaya hum tum
magaR wo koN hai jo tesRa kinaaRa hai
gham-e-zamana se dil ko bacha k rakhteY haiN
tumharaY khwab se ankhiN saja k rakhtey haiN
bhaktak rahaY haiN tumhareY shahr maiN gudagaR se
wo chand log jo sikaY wafa k rakhteY haiN
bee’aaN kis ka galat hai qasooR waaR hai koN
chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
Re: chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
*Originally posted by NikamiJano: *
kisi ki farmeish peR.....:)
Needs explanation, kaun hai woh :)
hisaab umeR ka itna sa ghoshwaaRa hai
tumhiN niqal k baqie tu sab khisaaRa hai
wah jee wah..
ye do kinaaRay tu daria k ho gaya hum tum
magaR wo koN hai jo tesRa kinaaRa hai
This is interesting one :)
bee'aaN kis ka galat hai qasooR waaR hai koN
chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
Aap beshak Allah pe rakhein magar hum becharon ko kaise pata lage ga? ;)
Re: Re: chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
fikaR na karo ap k anay per he sab kuch …
..wait 4 u
Re: Re: Re: chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
Pramod
5
ab to tark-e-talluq pay bhi dukh nahin Junaid
shyad apni rivaayat se takra gaiy thay hum
arey wah bahna..bahot hi achha hai..
and this one
bhaktak rahaY haiN tumhareY shahr maiN gudagaR se
wo chand log jo sikaY wafa k rakhteY haiN
Simply great...
daad kubul kijiye...
Amal
6
Re: chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
achi biryaani banaai hey aap ney ghazloN ki…
but anything that clicks is a masterpiece…Bohat umda:k: you get
…
http://www.jordysworld.de/emoticons/xjury05.gif
Re: chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
very nice 
[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
ab to tark-e-talluq pay bhi dukh nahin Junaid
shyad apni rivaayat se takra gaiy thay hum
arey wah bahna..bahot hi achha hai..
and this one
bhaktak rahaY haiN tumhareY shahr maiN gudagaR se
wo chand log jo sikaY wafa k rakhteY haiN
Simply great...
daad kubul kijiye...
[/QUOTE]
thanks ** Pra g **..per aiey daso ap itnay gum sum keon..:(
Re: Re: Re: Re: chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *
suspense.com
[/QUOTE]
good luck ;)
Re: Re: chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
Amal thanks 4 ur appreciation..but keep ur 5 …dunn need …
Re: Re: Re: Re: Re: chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
Same to you 
Re: Re: Re: chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
Amal thanks 4 ur appreciation..but keep ur 5 .......dunn need .........:)
[/QUOTE]
Amal ask a Greek what this keep ur 5 means and then better keep it ;)
Re: Re: chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
yeh naheen bata rahee ke kiss kee 
nikii
14
very nice nikami sis ji :k:
Lamhay
15
Re: chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
kisi ki farmeish peR.....:)
hisaab umeR ka itna sa ghoshwaaRa hai
tumhiN niqal k baqie tu sab khisaaRa hai
kisi chiraG maiN hum haiN kisi kanwal maiN tum
kahiN jamal hamRa kahiN tumhaRa hai
ajaab asool haiN is kaarobaR-e- dunia k
kisi ka qaraZ kisi auR ne utaaRa hai
ye do kinaaRay tu daria k ho gaya hum tum
magaR wo koN hai jo tesRa kinaaRa hai
gham-e-zamana se dil ko bacha k rakhteY haiN
tumharaY khwab se ankhiN saja k rakhtey haiN
bhaktak rahaY haiN tumhareY shahr maiN gudagaR se
wo chand log jo sikaY wafa k rakhteY haiN
bee'aaN kis ka galat hai qasooR waaR hai koN
chalo hisaab ye aagay khuda k rakhteY haiN
[/QUOTE]
gr8 one Nikami behen !
thanks nikii and Lamhay sis...........:) and lamhay sis welcome back i hope u feel better nowww
kitnee baar kaha hai ke gahree neend se uth kar seedhee online naheen aaya karein…ulta dimagh…ufffff mein kia karoon!!!

hamra demagh theek hia samjay…rofl tu khud hotey ho..