Chalo gazal likhain main apna recent gazal ka pehla shair post kerta hun aap us k aagay banaye
Meray dil se yeh bojh utaro kabhi
Meray sath bhi koi shaam guzaro abhi
so Lets start
Chalo gazal likhain main apna recent gazal ka pehla shair post kerta hun aap us k aagay banaye
Meray dil se yeh bojh utaro kabhi
Meray sath bhi koi shaam guzaro abhi
so Lets start
Re: chalo gazal likhain…?
tum na ho to daikhny ko tumhay machalty rahain
khud ko mere liye kuch is tarah sanawaro kabhi…
![]()
Re: chalo gazal likhain...?
Khwabo may to aksar miltay ho
Mujhay Haqiqat me bhi pukaro kabhi
Re: chalo gazal likhain...?
muskura do jo tum to bahaar aa jaye chaman main
chehry se apnay udasi ki parchaai utaro kabhi
Re: chalo gazal likhain…?
wah…kya baat hey
… keep it up guys ![]()
Re: chalo gazal likhain…?
tumhay kia moloom kitni mushkil se hota hai safar
Gari ko apni humari gali se guzaaro kabhi…![]()
Dedicated to bhutto ka javaai…![]()
Re: chalo gazal likhain…?
Dil mein udassi see hai kyun
tum aa ker issay duur karo kabhi ![]()
Re: chalo gazal likhain…?
ap to achay khasy shaer niklay…![]()
Re: chalo gazal likhain…?
good idea mian g…i’ll also participate per abhi amad nai hui ![]()
Re: chalo gazal likhain…?
koan aa raha hai? ![]()
Re: chalo gazal likhain…?
thanx per mene abi kuch nai likha ![]()
Re: chalo gazal likhain…?
tumhare bhai jan,sufaid ghorre pe
![]()
Re: chalo gazal likhain…?
sajna hai mujy Sajna ke liye…![]()
lekin hum to sajay thy sajna ki amma ke liye ![]()
Re: chalo gazal likhain…?
acha to tum amman k liye he sajti hogi,main nai ![]()
Re: chalo gazal likhain…?
ab jo aaye ga usi ke liye sajon gi na…:hinna:
Re: chalo gazal likhain…?
ab yahin bas kar de mera bacha..mian g ko tapp charrh jani hai :hinna:
Re: chalo gazal likhain…?
Mian g ![]()
kaheen na kaheen to hoga…![]()
Re: chalo gazal likhain...?
Bohat khoob dosto......... is led k sath diamond jurh kamal hai.......!
Re: chalo gazal likhain…?
u b likhte cool ![]()