mera hona na hona aik baraber hay
tum apnay khed-o-khal ko aienay main phir nikhernay do
tum apni aankhon ki ki besti say phir say aik naya mosam uternay do
“meray khawabon ko mernay do”
naie tasweer daikho
phir nayai mektoob likho
phir nayai mosam nayai lefzon say apna silselah jorho
meray mazi ki chahet raiegan semjho
meri yadon say kechay rabetay torho
chalo chorho…!!!
mohabbet jhoot hay’
ahed-e-wefa aik shughel hay baikar logon ka