Re: Chalghozay
aur jis ka rung pehlay say he kala ho :halo:
Re: Chalghozay
aur jis ka rung pehlay say he kala ho :halo:
Re: Chalghozay
Kohn hoo bhai kaha sai aaye hoo kiyaa udhar chahiye tumhay kuch:snooty:
Re: Chalghozay
to unhaiN khush hoo na chahiye k unn ka rung dhup maiN kala nahi hoo sakta
aur aik faida unn ko kissi ki nazar bhi nahi lagti :halo:
Re: Chalghozay
that’s why i never said J***U
![]()
clever ain’t i
halo:
Re: Chalghozay
aur jinn ka rung dukhi ho :halo:
Re: Chalghozay
dukhi rang ![]()
Re: Chalghozay
^ ye konsa rang laga rahay hoo chacha
Re: Chalghozay
Unn ko rang-e-Iraj
laga ker shukhi ker daitay haiN
Re: Chalghozay
chotey hotey bohot charghozey khaye hain
![]()
Re: Chalghozay
suna hai idhar bi kuch chalghozay hote hain...idhar udhar....kareebi dukanoN mai
Re: Chalghozay
ok kaho FAALSAY ![]()
Re: Chalghozay
walmart waghera maiN mil jaataY haiN..
angrezi maiN unn kaa naam PIne nuts hotaa hai ![]()
Re: Chalghozay
i know they are called pine nuts, but jo maza chalghoza kehnay mai hai wo pine nut mai naheeN.
AQ yaar chalgozay pata pakistan 1 kilo 1300 rupees kay milte hain. Did u know that.
Re: Chalghozay
pata naheeN yaar hum tau dau rupaY kaY laitaY thaY paThan bhai saY kaaghaz kaY conical holder maiN:D... yaad hai:D?
Re: Chalghozay
yes yaad hai yaar, akhbaro kay paper mai.
yaar muje chalghozay say aik guppy bohat yaad ata hai. kya kaRoon.
Re: Chalghozay
Chalghozay :love:
They taste soooo good with raywari ![]()
This one uncle just came from Pakistan recently and brought back chalghozay along with raywari for us. God bless him.
Re: Chalghozay
![]()
chilghozaY kaY saath jo kartaY thaY wohi kar lo :halo:
Re: Chalghozay
share with us kinoo:blush:
Re: Chalghozay
^Hey come on over. Got couple of bags full. They have been already peeled ![]()
Re: Chalghozay
ok kaho FAALSAY :D
maltay :p
Dukhi .. aap ko jub khiraj-e-tehseen mil jaiye tu mujhay bhi bata dena ..