Chalghozay

Re: Chalghozay

hahaha :rotfl: ouch!

Re: Chalghozay

theyre good...but y r they so hard to peel off?

oh i like singahrey too..and adn FALSEEYY yum! aurr shatashooot!! r soooooooooo goood

Re: Chalghozay

hahahahahah like a lady :D

What do you call walnuts in urdu?

Re: Chalghozay

Akhrot

Re: Chalghozay

^
paThaan guppies naraaz ho jaayeN geY..

Re: Chalghozay

kyon :konfused:

that reminds me…have you ever seen kachay akhrot?

Re: Chalghozay

paThaanoN ko piyaar saY AkhroT kahaa jaataa hai pakistan maiN :blush:

kachaY akhroT :omg:

Re: Chalghozay

:cb:

you don’t say :hmmm:

Re: Chalghozay

**JAAMNU and KHATAY FAALSAY!

but no matter what Chalghozay ka apna maza and suwaad hai.
**

Re: Chalghozay

Jaamun aur faalsaY are offtopic :smack: yeh kahaaN saY beech maiN aa gaye :hoonh:

Re: Chalghozay

:yummy: esp jub aap unn per namak daal ker khayein

Re: Chalghozay

Iraj yes thats correct, bachpan mai ham kehte thay..KAHO JAMNU, aur jab banda ya bandi kehti thi JAAMNU, ham kehte thay TERA WEA SHAAM NU :D

Re: Chalghozay

Suna haiN tumhari jabaan barhi KALI haiN, jo kehtay hoo pura hoo jata haiN
mujhay bhi kahoo na “TERA WEA SHAAM NU” :blush:

Re: Chalghozay

TERA WYA SHAAM NU :D

Re: Chalghozay

:DSHAAM ko liyooooooooooo abhi to shaam honai maiN bohet dair haiN:naraz:
zara jaldi kerwadoo na BHAI

Re: Chalghozay

Dukhia ji, hosal karaiN, aur ja kar bazaaar thori machlee kha kar ayaiN.

Re: Chalghozay

Main to soch raha hoo k bazaar ja ker machliyaa pakroo
koi acha sa machily pakarnay k idea betaoo na
tumhari batoo sai lagta haiN k tum barhi machliyaa pakartay hoo :)

Re: Chalghozay

kia chalgozay khaanay say zuban kaali aur rung gora ho jaata hey :hayaa:

Re: Chalghozay

haaN woh sirf naik lougoo ka agar tum khaoo gi to tumhara rang bhi kala hoo jai ga :smiley:

Re: Chalghozay

Hey dukhi ma old friend where are u man hoez ya ?? hoez life ?